Rang De Aman Se Aasmaan Lyrics
suraj ka naya chehara, tode dar ka har pehara
jaane kyun har najar mein hai ik junun jo yahin kahe
iss aandhi mein bhi na chhodenge imaan o yaara
rang de aman se aasmaan
rang de aman se aasmaan
suraj ka naya chehara baandhe rishton ka sehara
yeh dagar bas ban jaaye kehar jo yahin kahe
iss aandhi mein bhi na chhodenge imaan o yaara
rang de aman se aasmaan
rang de aman se aasmaan
jis ghadi jasbaat ki aandhi chale
raah-e-reham hum pe roshan rahein
roshani ka saath hum de chale
jaane kyun har najar mein hai ik junun jo yahin kahe
iss aandhi mein bhi na chhodenge imaan o yaara
rang de aman se aasmaan
rang de aman se aasmaan
rang de aman se aasmaan
rang de aman se aasmaan