Bujh Hai Gayaa Lyrics
bujh hai gaya dil ka diya tere bin lage na mora jiya bujh hai gaya dil ka diya tere bin lage na mora jia kaisi jalan hai kaisi saza tere bin lage na mora jiya aansuo ki ladi aaj bahne lagi ye aankhe meri kya kahne lagi saanse dil mere jo bahne lagi ye mujhme hai kya ab kahne lagi ye pyar to hai diwana dil mein main na tu jana kaisa tha tera irada mujhse hi mujhko churana jane na ye zamana kya hai zaza kya hai saza tere bin lage na mora jiya bujh hai gaya dil ka diya tere bin lage na mora jiya yaade mujhse meri aaj kahne lagi ye kya bekhudi ye kya jindgi raate bhi is tarah hai katne lagi andhere mein jaise ek ajnabi na to hai kissa sunana apna huaa jo begana chaha hai tha usko manana par mera dil hi na mana jane na ye zamana ye jindgi bhi hai ek saza tere bin lage na mora jiya bujh hai gaya dil ka diya tere bin lage na mora jiya jane na ye zamana bujh hai gaya dil ka diya tere bin lage na mora jiya bujh hai gaya dil ka diya tere bin lage na mora jiya tere bin lage na mora jiya kaisi jalan hai kaisi saza