Jisko Hamne Apana Samajha Lyrics
jisko humne apna samjha, wo nikla begana jisko humne apna samjha, wo nikla begana shisha jaise tut raha ho, tuta dil deewana kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana dil ki manjil aur kahin hai, aur kahin ab jana kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge mere khayalo mein sirf tum ho, bhulau tumko kaise chale gaye ho dur itne, bulau tumko kaise kyun maine ki hai ye bewafayi, batau tumko kaise meri sunoge to ro padoge, rulaau tumko kaise jiski kismat mein ho rona, usko kya bahlana jiski kismat mein ho rona, usko kya bahlana shisha jaise tut raha ho, tuta dil deewana kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge tumhe jagakar main so sakungi ye to nahi hai mumkin mujhe pata hai, main jaanti hu jeena hai kaise tum bin agar tumhe bhi hai dard itna to kyun juda ho mujhse tumhare dil mein na koyi shikwa to kyun khafa ho mujhse likha jo rab ne wahi to hoga, likha hai jo afsana likha jo rab ne wahi to hoga, likha hai jo afsana dil ki manjil aur kahin hai, aur kahin ab jana kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge jisko humne apna samjha, wo nikla begana shisha jaise tut raha ho, tuta dil deewana kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana dil ki manjil aur kahin hai, aur kahin ab jana kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge kabhi pyaar na karenge, aitbaar na karenge