Asal Ko Chodh Ke Nakal Ke Pichhe Lyrics
asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala asal ko chhod ke nakal ke piche kagaj ke phulo me pyare rangat hai lekin khusbu nahi hai kagaj ke phulo me pyare kuch bhi na tujhko milega kuch bhi na tujhko milega inme khusi ka pahlu nahi hai are ho re ho ho ho re ho re bhaiya hari bhari es phulwari ko kyu karke biran chala asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala asal ko chhod ke nakal ke piche are jhuthe dikhawe me aake thukrai tune asha kisi ki are jhuthe dikhawe me aake pardesh me khone wale pardesh me khone wale tujhko pukare puja kisi ki are ho re ho re ho re ho bhaiya bhul ke apne, begano me kyu khone ki imaan chala asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala duniya ke bazar me bikne aaj koi insan chala are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala asal ko chhod ke nakal ke piche julmi hai daulat ki nagari banke ye apni karti burai julmi hai daulat ki nagari are nirdhan ke sine me dil hai nirdhan ke sine dil hai gairo ki bhi ye karte bhalayi are ho re ho re ho re ho re bhaiya manjil piche kyu aage ko banke tu anjaan chala asal ko chhod ke nakal ke piche aaj koi nandan chala duniya ke bazar me bikane aaj koi insan chala are ho re ho re ho re ho bhaiya aaj koi insan chala asal ko chhod ke nakal ke piche