Kabhi Mujhe Mile Kahin Woh Lyrics

kabhi mujhe mile kahin wo jindagi jo kho gayi kabhi mujhe dekhe kahin wo roshani jo kho gayi saanson ke dhaage tute, sapne hai sacche jhuthe sapno pe mujhko yakin kam kam jina main chaahu jise, wo pal na mile mujhe aankhon se dekhu use hardam main kabhi mujhe mile kahin wo raat bhi jo so gayi kabhi mujhe mile kahin wo baat bhi jo ho gayi yaadon ke saaye gehre lagte hai pal kyun thehre palkon mein hai jaane kya nam nam jina main chaahu jise wo pal na mile mujhe aankhon se dekhu use hardam main wo hai kahin jo hai nahin jo hai kahin wo hai nahin wo hai kahin jo hai nahin jo hai kahin wo hai nahin wo hai kahin jo hai nahin jo hai kahin wo hai nahin