In Aashuo Se Kisko Kya Hua Hasil (Bhool Ja) Lyrics
in aasuon se kisko kya hua hasil maana kehna hai asaan nibhana hai mushkil phir bhi e yaar mere sun le meri iltejaa bhul ja jo hua use bhul ja hai kasam tujhe muskuraa khud ko yu na de tu sajaa un yaadon ko tu bhul ja wo to nahi tha teri wafaaon ke kabil jane kya sochkar tune de diya apna dil is baar dil ka sauda karna na yuon bewajah bhul ja jo hua use bhul ja hai kasam tujhe muskuraa khud ko yu na de tu sajaa un yaadon ko tu bhul ja teri zindagi teri hai kisi ki amaanat nahi jab chahe tod de aisi imaarat nahi is baar dil ka sauda karna na yuon bewajah bhul ja jo hua use bhul ja hai kasam tujhe muskuraa khud ko yun na de tu sajaa un yaadon ko tu bhul ja jo huwa use bhul ja hai kasam tujhe muskura khud ko yun na de tu sajaa un yadon ko tu bhul ja na na na na na na bhul ja na na na na na na muskura khud ko na de tu yun sajaa un yadon ko tu bhul ja