Dil Kahe Chhu Lu Main Udake Yeh Baadal Lyrics
dil kahe chhu lu mai udke ye badal sab mumkin lage hai ab to mujhe dekho to ye sare nazare mere sath chal rahe dil kahe chhu lu mai udke ye badal sab mumkin lage hai ab toh mujhe yun achanak hame jane kya huwa hai kuch samajh na sake jane kya wajah hai yun achanak hame jane kya huwa hai kuch samajh na sake jane kya wajah hai aa gaye hum kaha kya wahi hai jaha ab to sitare ye sare meri bat kar rahe dil kahe chhu lu mai udke ye badal sab mumkin lage hai ab to mujhe ga raha aasma jhume ye zamin hai jindagi ka safar kitna hasi hai ga raha aasma jhume ye zamin hai jindagi ka safar kitna hasi hai ye nayi bat hai har khushi sath hai ab to mere hi tarane bhawre gun guna rahe dil kahe chhu lu mai udke ye badal sab mumkin lage hai ab to mujhe dekho to ye sare nazare mere sath chal rahe dil kahe chhu lu mai udke ye badal