Paigaam Kayamat Ka Katil Ne De Diya Lyrics

paigam kayamat ka katil ne de diya sajde me sar jhuka ke mere dil me le liya itni si iltiza hai itni si iltiza hai itni si iltiza hai meri mere yar se jan bhi le lena magar lena pyar se jan bhi le lena magar lena pyar se itni si iltiza hai itni si iltiza hai itni si iltiza hai meri mere yar se jan bhi le lena magar lena pyar se jan bhi le lena magar lena pyar se kisne kaha ki or kahi ja raha hu mai teere najar ke samne khud aa raha hu mai meri najar se pyar bhi kab hai huzur ko aadab bajata hu husn ke garur ko is kamsini me aapke tewar kamal hai pahli kiran ka ya khuda kaisa jalal hai is julf pe maru ke maru is ubhar par wallah chala ja raha hu kis utar par ya rabb juda na karna ya rabb juda na karna ya rabb juda na karna mujhe is khumar se jan bhi le lena magar lena pyar se jan bhi le lena magar lena pyar se aakhir nasib ho hi gayi aapki najar kat lungi sokh se mai ye luti umar jeed mili aapki ye meri shan hai nachiz chadi bandagi me bejuban hai beshak huzur aapki bohe tani rahe jaisi bhi garib pe najre bani rahe julmo ke dam pe aapki lungi balaye mai has has ke sitamgar ko bhi dungi duaye mai shikwa nahi karungi shikwa nahi karungi shikwa nahi karungi parwardigar se jan bhi le lena magar lena pyar se jan bhi le lena magar lena pyar se sau bar mubarak ho mujhe aapka sahar aankho se pilaye to pila dijiye jahar shyad yahi sarur mukaddar sawar de husn par chade hue parde utar de andaz ada naz nakhre bane rahe haye hampe husn ke katre bane rahe aaho me meri aayiye ya mujhko lijiye muskayiye jhunjhlaiye par kuch to kijiye daman nahi chudana daman nahi chudana daman nahi chudana is dil bekarar pe jan bhi le lena magar lena pyar se jan bhi le lena magar lena pyar se