Meri Jawani Mujhko Sataye Lyrics
meri jawani mujhko sataye tan ki agan man ko jalaye haye haye re haye meri jawani mujhko sataye tan ki agan man ko jalaye haye haye re haye meri jawani mujhko sataye kab ki akeli jiye ja rahi hu jawani tere hi bina rato ki tanhayi ki aag me sulagati rahi hu mai sada kab ki akeli jiye ja rahi hu jawani tere hi bina rato ki tanhayi ki aag me sulagati rahi hu mai sada meri jawani mujhko sataye haye haye tan ki aag man ko jalaye meri jawani mujhko sataye jalti sama hu meri aag me koi bhi na patanga jale man ki kali aaj jal jayegi tan ki surat ke saye tale jalti sama hu meri aag me koi bhi na patanga jale man ki kali aaj jal jayegi tan ki surat ke saye tale tan ki aag man ko jalaye meri jawani mujhko sataye karti jawa harkato ka katal kyu gunhegar banti rahu bijali hu kab tak mai sharmo haya ke patango me chupati rahu karti jawa harkate ka katal kyu gunhegar banti rahu bijali hu kab tak mai sharmo haya ke patango me chupati rahu ho jag se daru kyu mai daru meri jawani mujhko sataye haye haye tan ki aag man ko jalaye meri jawani mujhko sataye