Kya Insan Aur Kya Bhagwan Lyrics

kiya karte the jo vishram resham ke gaddelo me hai unka aaj dera pattharo me aur dhelo me nikal kar saat pardo se prabhu maidan me aaye yahi bas ke chinta hai bhakt ki aan rah jaye jagat me shan rah jaye kya kisan aur kya bhagwan apni jagah dono hai mahan kya kisan aur kya bhagwan apni jagah dono hai mahan in dono par tika jahan apni jagah dono hai mahan khetpati aur jagatpati ka bada anokha naata khetpati aur jagatpati ka bada anokha naata ek hai ann daata dharti ka aur ek hai nirmata ek hai bhakti ek hai shakti ek hai bhakti ek hai shakti dono hi balwan re bhai kya kisan kya kisan aur kya bhagwan apni jagah dono hai mahan in dono par tika jahan apni jagah dono hai mahan ek hai nar to ek narayan dono karte bhalayi ek brahman hai ek virat hai dono hi bhai bhai jaha pe dono mil jate hai jaha pe dono mil jate hai wahi pe hai kalyan re bhai kya kisan kya kisan aur kya bhagwan apni jagah dono hai mahan