Aayegi Nindiya Ankhiyo Ke Ghar De Jayegi Nindiya Sapno Ke Par Lyrics

aayegi nindiya ankhiyo ke ghar de jayegi nindiya sapno ke pal sapne tujhe leke udd jayenge paroyo ki dunia me le jayaenge pariya jo puchenge tu kaun hai hamse bhi pyari tu kaun hai kahna unse o meri gudiya tu apni maa ki hai nanhi pari hongi sari pariya teri sakhiya khelegi tu khushi me tu khelegi khoye jo koi chiz teri wo tujhe waha pe milegi tute jo koi khilona wo judd jayega sab kuchh hai mumkin waha jaado bara wo jahan chanda mama chandni mami badal bunti budhi nani sitaro ki nadiya kinare sunayenge tujhko kahani sunke kahani yuhi ham aa jayenge lambi si raato ki subah me aayegi nindiya ankhiyo ke ghar de jayegi nindiya sapno ke pal sapne tujhe leke udd jayenge paroyo ki dunia me le jayaenge