Dont Say Alvida (Sad) Lyrics
jaane is safar mein aisa kya hua hai
mere hai kadam aur tera raasta hai
dard judaayi ka is dil mein bhar ke
dhundhenge tujhko raahon mein phir se
tere bin suna suna laage
jag mujhe suna suna laage
tujhko dhudhengi ye aankhein
na ja jindagi mein aake