Falsafa Yeh Jindgi Ka Koi Bhi Na Ab Tak Samjha Lyrics

ye mashala hi aisa tha ki hal na ker saka ye mashala hi aisa tha ki hal na ker saka ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka ye mashala hi aisa tha ki hal na ker saka ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjah inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir char dino se jayda koi rahta nahi hai haazir ajnabi in logo me bhi laage har chehra apna sa falsafa yeh zindagi ka mausam ki parvah kise hai barish ho ya sardi mausam ki parvah kise hai barish ho ya sardi apne apne daftar jaane ki hain sabko hai jaldi sabki aankho me sapne hai aur laage man pyasa pyasa falsafa yeh zindagi ka lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai kai musafir raste me hi chup se utar jate hai udh jata hai ruh ka panchi mil jaye mauka jo jara sa falsafa yeh zindagi ka falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa falsafa yeh zindagi ka