Yeh Duniya Ek Maikhaana Hai Lyrics
main singapur se aayi hoon apni mast aankhon ka chalkta jaam layi hu aapke liye ulfat ka paigam layi hu yeh duniya ek maikhana hai yaha lakhon pinewale aate hai koyi jaam se pita hai koyi aankhon se pita hai par tu arey tu, tu kise se piyega sharabi yeh duniya ek maikhana hai chalakate ubalte yeh sagar yeh bunde rasili rasili thirakati jhapakati yeh palake yeh aankhein nashili nashili oye oye oye chalakate ubalte yeh sagar yeh bunde rasili rasili thirkati jhapkati yeh palake yeh aankhe nashili nashili aur aankho me dore gulabi aur aankho me dore gulabi ab tu hey tu, tu kise se piyega sharabi yeh duniya ek maikhana hai jawa dil ko rakhe humesha bas ek jaam nichi najar ka jo pite hai in sagaro ki nasha unaka hai raat bhar ka jawa dil ko rakhe humesha bas ek jaam nichi najar ka jo pite hai in sagaro ki nasha unaka hai raat bhar ka sada ki tabahi kharabi sada ki tabahi kharabi ab tu hey tu, tu kise se piyega sharabi yeh duniya ek maikhana hai machalati hai jo sagaro me woh masti to bas naam ki hai magar jo in aankhon se barase yahi asli me kaam ki hai oye oye oye machalati hai jo sagaro me woh masti to bas naam ki hai magar jo in aankhon se barase yahi asli me kaam ki hai isi me teri kamyabi isi me teri kamyabi ab tu he tu, tu kise se piyega sharabi yeh duniya ek maikhaana hai yaha lakho pinewale aate hai koyi jaam se pita hai koyi aankhon se pita hai par tu arey tu tu kise se piyega sharabi yeh duniya ek maikhana hai