Apanee Najaron Se Bahut Dur Chhupa Du Khud Ko Lyrics
apni najro se bahut dur chhupa du khud ko jee me aata hai kahin rakh ke bhula du khud ko na apna tha jo kal gujra jo ab hai woh hai gairo ka nahi umeed ab koi kal humara kal bhi kya hoga humara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal gujra badi ranaaiya hongi jahan me hum nahi honge badi ranaaiya hongi jahan me hum nahi honge humare ek, na hone se fasane kam nahi honge humara aaj charcha hai toh kal auro ka phir hoga na apna tha jo kal gujra jo ab hai woh hai gairo ka nahi umeed ab koi kal humara kal bhi kya hoga humara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal gujra ujadne ko hai ye mehfil, nayi aabad kar lena ujadne ko hai ye mehfil, nayi aabad kar lena nayi buniyad jab rakho hume bhi yaad kar lena dukhana dil ko na hargij dukhakar dil ko kya hoga na apna tha jo kal gujra jo ab hai woh hai gairo ka nahi umeed ab koi kal humara kal bhi kya hoga humara kal bhi kya hoga na apna tha jo kal gujra