Mandir Mandir Diya Jala Ke Lyrics

mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev phir bhi jo phal na mile to santoshi ma ko pujiye mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev kapat bhara hai is duniya me koi kisi ka hoy na kapat bhara hai is duniya me koi kisi ka hoy na bhakti karo ma santoshi ki kabhi vo khali jaye na kabhi vo khali jaye na mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev bhatko na andhere koi bhatko na andhere koi santoshi ma dipak hai khare jag ki is duniya me mitha ek hi jharna hai mitha ek hi jharna hai mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev phir bhi jo phal na mile to santoshi ma ko pujiye mandir mandir diya jalake patthar kitne puje dev kisi ko man ka sukh diya hai kisi ko diya hai dhan aur vaan kisi ko tan ka sukh diya hai kisi ko diya hai beta daan kisi ko diya hai beta daan kisi ko diya hai beta daan