Do Bunde Sawan Ki Lyrics

do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki ek sagar ke ship me tapke aur moti ban jaye duji gande jal me gir ke apna aap gawaye ek sagar ke ship me tapke aur moti ban jaye duji gande jal me gir ke apna aap gawaye kisko mujrim samjhe koi kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaye kisko dosh lagaye do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki ek sehare ke bich guthe aur man hi man itaraye ek arthi ki bhent chadhe aur dhuli me mil jaye ek sehare ke bich guthe aur man hi man itaraye ek arthi ki bhent chadhe aur dhuli me mil jaye kisko mujrim samjhe koi kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaye kisko dosh lagaye do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do sakhiya bachpan ki do sakhiya bachpan ki do sakhiya bachpan ki do sakhiya bachpan ki ek sinhasan pe baithe aur rupmati kahlaye duji apne rup ke karan galiyo me bik jaye ek sinhasan pe baithe aur rupmati kahlaye duji apne rup ke karan galiyo me bik jaye kisko mujrim samjhe koi kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaye kisko dosh lagaye do sakhiya bachpan ki do sakhiya bachpan ki do sakhiya bachpan ki do sakhiya bachpan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do kaliya gulshan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki do bunde sawan ki