Chai Ke Bahane Lyrics

chalo jindagi ko fir se pukare do lamhe sukun ke milke gujare chai ke bahane, chai ke bahane chai ke bahane chai ke bahane, chai ke bahane chai ke bahane kaha kho gayi hai vo pyari bate sone se din aur chandi si rate chalo chalke dunde bate purani mil jaye shayad koi nishani bachpan ko dunde nadiya kinare do lamhe sukun ke milke gujare chai ke bahane, chai ke bahane hai ke bahane, chai ke bahane apna samjh le mujhe paas bula le thode se lamhe milan ke chura le o apna samjh le mujhe paas bula le thode se lamhe milan ke chura le ye baadal, ye parvat, ye nadiya ki dhara apni taraf hai sabka ishara chalo badke ham bhi inko pukare do lamhe sukun ke milke gujare chai ke bahane, chai ke bahane chai ke bahane, chai ke bahane nahhi koi tumsa hai ab to sahara bhataki lehar ko mila hai kinara apne hai ye pal or apne rahenge sukh ho ya dukh ham milke sahenge badhate kadam na rukenge hamare badhate kadam na rukenge hamare chai ke bahane, chai ke bahane chai ke bahane, chai ke bahane