Nammyoho Renge Kyo, Ye Jeevan Ek Geet Hai Lyrics

nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu ye jivan ek geet hai isme pyar ke bol sajaana ho ye jivan ek geet hai isme pyar ke bol sajaana dhadkan ki mithi lay par tum dil ka saaz bajana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu sukh dukh do mausam jivan ke ek aaye ek jaye sukh dukh do mausam jivan ke ek aaye ek jaye kabhi to jamkar badal barse dhup kabhi jhulsaaye har mausam ka apna maja hai apna ek tarana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu dekho sun lo kehta hai kya bahti nadi ka pani ho dekho sun lo kehta hai kya bahti nadi ka pani jaisa bhi ho samay ka rasta jivan ek rawani manjil milne se pehle hi raah me ruk naa jana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu ho ye jivan ek geet hai isme pyar ke bol sajaana dhadkan ki mithi lay par tum dil ka saaz bajana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana geeto ko sur me gana duniya ko sawarg banana nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu nammyo ho renge kyu, nammyo ho renge kyu