Sun Sakate Toh Lyrics
sun sakate to bhaag sakati hoon
  dekhe wo tumhe to chhup sakate ho
  iss darr ka na koi chehara, gehara ye kohara
  agyaat hai ye
  o o o o o o o
  
  aayi kahaan
  jaan le jaayega
  bach na paayega
  iss darr ka na koi chehara
  agyaat hai
  
  jeharila saaya tadpaayega
  gehara ye kohara
  agyaat hai
                            
                            
                        