Pyaar Ki Mujhpe Kya Nazar Daali Lyrics
pyar ki mujhpe kya najar dali pyar ki mujhpe kya najar dali
  meri halat kharab kar dali meri halat kharab kar dali
  achi surat bhi kya buri say hai
  jisne dali buri najar dali jisne dali buri najar dali
  pyar ki mujhpe kya najar dali
  ho ke majbur kya kare koi ho ke majbur kya kare koi
  
  is tarah jaan kar mare koi aapne had janab kar dali
  achi surat bhi kya buri say hai jisne dali buri najar dali
  pyar ki mujhpe kya najar dali
  dil sambhalo to koi baat bhi hai
  dil sambhalo to koi baat bhi hai
  har ujale ke bad rat bhi hai kyu halat kharab kar dali
  
  pyar ki mujhpe kya najar dali meri halat kharab kar dali
  achi surat bhi kya buri say hai
  dil tumhara hai mera vada hai dil tumhara hai mera vada hai
  sab samjhati hu jo irada hai hamne dil ki kitab padh dali
  pyar ki mujhpe kya najar dali meri halat kharab kar dali
  achi surat bhi kya buri say hai pyar ki mujhpe kya najar dali
                            
                            
                        