Kal Ki Tarah Tum Phir Se Lyrics

kal ki tarah tum phir se kahogi chalti hoon kal ki tarah phir haule se yun muskura dogi tum kal ki tarah main bhi jaate huye tumhe dekhunga kal ki tarah main phir yahi sochunga kya main hi hoon wo khusi kya main hi hoon wo hansi jo tumko aajmaati hai, milte hi khoti jaati hai kal milte hi tumse puchhunga kal ki tarah maine phir wo nahi kaha tumse laut gayi wo baat jubaan pe aakar phir se kab tak yun hi main dil ki dil mein rakhungi tumse nahi to khud se hi keh dungi haam tum hi ho wo khushi haan tum hi ho wo hansi jo mujhko chhune aati hai khud mein hi phir simat jaati hai kya main hi hoon wo khushi kya main hi hoon wo hansi jo mujhko aajmaati hai, milte hi khoti jaati hai kal milte hi shayad keh dungi