Kubul Kar Le Maula Lyrics
kubul kar le maula
kubul kar le maula
jindagi mein wo aayi hai
ab jamin par hi jannat hai
ek pal bhi na judaai ho
ye dua hai ye hi mannat hai
kubul kar le maula
kubul kar le maula
jindagi mein wo aaya hai
ab jamin par hi jannat hai
ek pal bhi na judaai ho
ye dua hai ye hi mannat hai
kubul kar le maula
kubul kar le maula
mehki mehki saansein kehti hai
dhadkan ban wo dil mein rehti hai
saath jiyenge saath marenge
saath jiyenge saath marenge
kubul kar le maula
kubul kar le maula
jindagi mein wo aayi hai
ab jamin par hi jannat hai
ek pal bhi na judaai ho
ye dua hai ye hi mannat hai
kubul kar le maula
kubul kar le maula
kubul kar le maula
kubul kar le maula