Sufi Tere Pyaar Mein Ban Hi Gaya (2) Lyrics
teri yaadein mujhe tadpaati hai tarsaati hai
  mere dil ko sanam dhadakaati hai behkaati hai
  tu kabhi kisi aur ki hona nahi
  jaadu tere ishq ne aisa kiya
  sufi tere pyar mein ban hi gaya 
  sufi tere pyar mein ban hi gaya 
  
  tu meri chaahate meri raahate meri aashiki
  tu meri aarju meri justaju meri bekhudi
  tu meri dhadkane meri jindagi
  meri palke kabhi bhigona nahi
  tu kabhi kisi aur ki hona nahi
  sufi tere pyar mein ban hi gaya 
  sufi tere pyar mein ban hi gaya 
  
  apani tanhaayiya yeh viraaniya chalo baant le
  apani aawaaragi deewaanagi chalo baat ne
  bin tere na lage kahin abb jiya
  gair ke khwaabon ko pirona nahi
  tu kabhi kisi aur ki hona nahi
  sufi tere pyar mein ban hi gaya
  sufi tere pyar mein ban hi gaya  
  teri yaadein mujhe tadpaati hai tarsaati hai
  mere dil ko sanam dhadakaati hai behkaati hai
  tu kabhi kisi aur ka hona nahi
  jaadu tere ishq ne aisa kiya
  sufi tere pyaar mein ban hi gaya