Sufi Tere Pyaar Mein Ban Hi Gaya Lyrics
teri yaade mujhe tadpaati hai tarsaati hai
  mere dil ko sanam dhadakaati hai behkaati hai
  tu kabhi kisi aur ki hona nahi
  jaadu tere ishq ne aisa kiya
  sufi tere pyaar me ban hi gaya 
  sufi tere pyaar me ban hi gaya
  
  tu meri chaahate meri raahate meri aashiki
  tu meri aarju meri justaju meri bekhudi
  tu meri dhadkane meri jindagi
  meri palke kabhi bhigona nahi
  tu kabhi kisi aur ki hona nahi
  sufi tere pyaar me ban hi gaya
  sufi tere pyaar me ban hi gaya
  
  apani tanhaayiya ye viraaniya chalo baat le
  apani aawaaragi diwaanagi chalo baat le
  bin tere na lage kahi ab jiya
  gair ke khwaabo ko pirona nahi
  tu kabhi kisi aur ki hona nahi
  sufi tere pyaar me ban hi gaya 
  sufi tere pyaar me ban hi gaya
  teri yaade mujhe tadpaati hai tarsaati hai
  mere dil ko sanam dhadakaati hai behkaati hai
  tu kabhi kisi aur ka hona nahi
  jaadu tere ishq ne aisa kiya
  sufi tere pyaar me ban hi gaya