Kurbaan Huwa Lyrics

kurbaan hua teri tishnagi mein yun kurbaan hua teri aashiqi mein yun bekhudi mein bekali mein bekasi mein hua tujhko har dua di, aur daga bhi, aur fanaa hua kurbaan hua, kurbaan hua ada pe, wafaan pe, jafa pe kurbaan hua, kurbaan hua rubaru hai tu magar, tanha hai ye jahaan jal uthe meri kufr se saanson ka ye sama kya hua pal mein jaane kho gaya kyon tu mila aur juda imaan hua yun bekhudi mein bekali mein bekasi mein hua tujhko har dua di, aur daga bhi, aur fanaa hua kurbaan hua, kurbaan hua ada pe, wafaan pe, jafa pe kurbaan hua, kurbaan hua marne ka sabab maangta raha darbadar mitne ko to dil pal mein raaji hua puri huyi har aarju har daastaan meri ke tum shuru huye jaha, main khatam hua kurbaan hua, kurbaan hua ada pe, wafaan pe, jafa pe kurbaan hua, kurbaan hua