Hazaar Baaten Kahe Zamaanaa Meri Vafaa Pe Yaqin Lyrics

hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna har ek ada me me hai begunahi meri ada pe yakin rakhna hazaar baate kahe zamana meri mohabbat ki zindagi ko nazar na lag jaye is jahan ki nazar na lag jaye is jahan ki yahi sada hai dhadkate dil ki meri sada pe yakin rakhna hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna hazaar baate kahe zamana kisi ko hansta na dekh paye ajib shay hai ye bairi duniya kisi ko hansta na dekh paye ajib shay hai ye bairi duniya ajib shay hai ye bairi duniya ye bemurvvat hai bewafa hai na bewafa pe yakin rakhna hazaar baate kahe zamana meri wafa pe yakin rakhna hazaar baate kahe zamana nazar me rahna hai khushnasibi nazar se girna hai behayai nazar se girna hai behayai haya hai aurat ka ek gahna meri haya pe yakin rakhna hazaar baate kahe zamana