Chor Bazari (Remix) Lyrics
chor bazaari do naino ki pehli thi aadat jo hat gayi pyar ki jo teri meri umr aayi thi wo ghat gayi duniya ki to fikr kaha thi teri bhi ab chinta ghat gayi tu bhi tu hai main bhi main hu duniya saari dekho ulat gayi tu naa jaane main naa jaanu kaise saari baat palat gayi ghatne bhi thi ye bhi ghatna ghatte ghatte lo ye ghat gayi chor bazaari do naino ki pehli thi aadat jo hat gayi tarif teri karna tujhe khone se darna ha bhul gaya ab tujhpe din mein chaar dafa marna tarif teri karna tujhe khone se darna ha bhul gaya ab tujhpe din mein chaar dafa marna pyar khumari utri saari baato ki badli bhi chhut gayi ???main aayi aise mujhko to main hi main ??? ek huye the do se dono dono ki ab raahe bat gayi tu naa badli main naa badla duniya saari dekh badal gayi ab koi fikar nahi gam ka bhi jikar nahi ha hota hu main jis raste pe aaye khushi wahi aazad hu main tujhse aazad hai tu mujhse ha jo ji chaahe jaise chaahe karle aaj yahi laaj sharam ki chhoti moti jo thi dori wo bhi kat gayi chaur chabare gali mauhle kholke main saare ghungat gayi tu naa badli main naa badla duniya saari dekh badal gayi ek ghut mein duniyadaari ki main saari samjh mein gal gayi rang ranga paani peeke sidhi sadhi kudi bighad gayi dekhke mujhko hasta gaata sadh gayi ye duniya sadh gayi