Chori Bazari Do Naino Ki Lyrics

chor bazari do naino ki, pehle thi adat jo hat gayi pyar ki jo teri meri umar ayi thi wo ghat gayi duniya ki to fikar kahan thi, teri bhi ab chinta ghat gayi chanda re, chanda re tu bhi tu hai, main bhi main hu, duniya sari dekh ulat gayi tu na jane me na janu, kaise sari bat palat gayi ghatni hi thi ye bhi ghatna, ghatate ghatate lo ye ghat gayi han chori bazaari do naino ki, pehle thi aadat jo hat gayi tarif teri karna hai, tujhe khone se darna hai han bhul gaya ab tujhpe din mein char dafa marna tarif teri karna hai, tujhe khone se darna hai han bhul gaya ab tujhpe din mein char dafa marna pyar khumari utari sari, bato ki badli bhi chhat gayi hamse me pe aye aise, mujhko to me hi me lut gayi ek huye the do se dono, dono ki ab rahe kat gayi ab koi fikar nahi, gum ka bhi zikar nahi han hota hu me jis raste pe aye khushi wahi azaad hu me tujhse, azaad hai tu mujhse han jo ji chahe, jaise chahe karle raj yahi laj sharm ki chhoti moti jo thi dori, wo bhi kat gayi chauwk chaubare gali molhalle, khol ke me sare ghoonghat gayi tu na badli mein na badla, dilli sari dekh badal gayi ek ghut mein duniyadari ki me saari samaaj nigal gayi han rang biranga pani pike, sidhi sadhi kudi bigad gayi dekhke mujhko hasata gata sad gayi ye duniya sad gayi