Main Tera Dhadkan Teri Ye Din Tera Lyrics

dharti hilade laade lashkare rab nu hilade nach ke dikha de tu soniya dharti hilade laade lashkare rab nu hilade sab ko dihka de tu soniya mai tera dhadkan teri ye din tere rate teri ab bacha kya ab bacha kya har ghadi khud se hi mai, karta rahu bate teri ab bacha kya ab bacha kya ishk ka rog hai aisa jog hai, aisa jog hai ye isse bachne ka ab aasar nazar nahi aata kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar ahi aata sansar najar nahi aata, jab pyar hota hai kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai dharti hilade laade lashkare rab nu hilade nach ke dihka de tu soniya dharti hilade laade lashkare rab nu hilade sab ko dihka de tu soniya teri chahto se din shuru, mere ru baru ho tu hi tu teri soch ho tera sath ho, ab har ghadi tere baag me teri yaad me, khoya mai rahu aur ye kahu mere samne teri bat ho, ab har ghadi dilbar yari me yaar khumari me chahe kuch bhi ho, dil ke paar nazar nahi aata kuch yar najar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai meri aashiki kaa hai sila, meri chahto ko tu mila teri mahfile meri manzile, ab ho gayi tere khwab hai behisab hai teri deed hai meri eed hai, pareshaniya aur mushkile sab kho gayi, ishk to jadu hai bas bekabu hai ishk ke jadu me, kuch dushwar nazar nahi aata kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata sansar najar nahi aata, jab pyar hota hai kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai mai tera dhadkan teri ye din tere rate teri ab bacha kya ab bacha kya, har ghadi khud se hi mai karta rahu bate teri, ab bacha kya ab bacha kya ishk ka rog hai aisa jog hai, aisa jog hai ye isse bachne ka ab aasar nahi aata kuch yar najar nahi aata, ghar baar najar nahi aata sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai kuch yar nazar nahi aata, ghar baar nazar nahi aata sansar nazar nahi aata, jab pyar hota hai dharti hilade laade lashkare rab nu hilade nach ke dihka de tu soniya dharti hilade laade lashkare rab nu hilade sab ko dihka de tu soniya