Prem Ki Naiya Hai, Ram Ke Bharose Lyrics

sapano me aayike jaayike o ri goriya, hamari churai le nindiya sapano me aayike jaayike o ri goriya, hamari churai le nindiya hum pe giraike haye re tu bijuriya, hamse churaile hum ka baharo me tu hai, najaaro me tu hai dekhu jidhar mai, wahan tu dikhaayi de prem ki naiyya hai, raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de prem ki naiyya hai, raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de katate katate kat na, jaye bina hi pyar ko paye dekho meri sari hi umar karu mai kya kahi to hoga koyi upay ke meri tu ho jaye chahe mujhko tu bhi umrr bhar, karu mai kya kya mantar padhu mai, kya tantar karu mai aankho ki chahat, tujhe bhi dikhayi de prem ki naiyya hai, raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de prem ki naiyya hai, raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de dil ko dil ki prem kahani, jaruri hui sunani dil ki baat kaise mai kahu, karu mai kya samajhe kyu na tu, baat wo pagali dil ki adlabadli, ab to bin kiye mai na rahu karu mai kya mai rah bhi na paau, mai kah bhi na paau bole bina kaise, tujhko sunai de prem ki naiyya hai, raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de prem ki naiyya hai, raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de sapano me aayike jayike o ri goriya, hamari churai le nindiya hum pe giraike haay re tu bijuriya, hamase churaile hum ka baharo me tu hai, najaro me tu hai dekhu jidhar mai, waha tu dikhayi de prem ki naiyya hai raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de prem ki naiyya hai, raam ke bharose apni hi naiya ko, paaar tu lagai de