Ai Gardish-E-Hayaat Kabhi Toh Dikhaa O Nind Lyrics

ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind kuchh rat jage se jaagati aankhon me reh gaye kuchh rat jage se jaagati aankhon me reh gaye janjeer-e-intjaar ka tha silsila wo nind janjeer-e-intjaar ka tha silsila wo nind jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind dekha kuchh iss tarah se kisi khush nigaah ne dekha kuchh iss tarah se kisi khush nigaah ne rukhsat huwa to saath ye leta gaya wo nind rukhsat huwa to saath ye leta gaya wo nind jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind khushbu ki tarah mujhpe jo bikhari tamaam shab khushbu ki tarah mujhpe jo bikhari tamaam shab main uski mast aankh se chunata raha wo nind main uski mast aankh se chunata raha wo nind jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind jisme shabe visaal ka nasha ho laa wo nind ae gardish-e-hayaat kabhi to dikhaa wo nind ae gardish-e-hayaat