Dono Jahaan Teri Muhabbat Mein Haar Ke Lyrics
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke - (2)
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke
viraan hai maikada ?? saagar udaas hai - (2)
tum kya gaye ki ruth gaye din bahaar ke - (2)
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke
bhule se muskuraa toh diye the woh aaj faiz - (2)
mat puchh walwale dil-e-naakar dakaarke - (2)
woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke - (2)
mm mm mm mm