Ankhon Ne Mohabbat Mein Bada Kaam Kiya Hai Lyrics
aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
  aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  
  gusse ki ada hoke mohabbat ke issare
  gusse ki ada hoke mohabbat ke issare
  har roj naye hote hai andaz tumhare
  har roz mujhe tumne naya naam diya
  har roz mujhe tumne naya naam diya
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  
  rahta hai tumhe dekh ke kuch aisa nasha sa
  rahta hai tumhe dekh ke kuch aisa nasha sa
  pyasa hu magar log samjhte hai yasa
  na maiy ko chhua hai na kabhi jam liya hai
  na maiy ko chhua hai na kabhi jam liya hai
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  aankho ne mohabbat me bada kam kiya hai
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai 
  paigam diya hai kabhi paigam liya hai
                            
                            
                        