Yeh Pyaar Hai Lyrics
chaand aadha saada saada, koyi gham to nahi
  tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
  
  chaand aadha saada saada, koyi gham to nahi
  tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai 
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
  
  chaand bhul ke rasta, teri galiyo mein aaya
  aur karke bahaana chhat pe wo muskuraaya
  chaandani mein sab nahaaye, bhige hum kyun nahi
  tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
  
  ho sake to khuda se do chaar din aur le le
  tum na hoge tanaha hum na honge akele
  saath jee le jindagi mein wakt kam to nahi
  tera waada koyi iraada, gham se kam to nahi
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
  ye pyaar hai, ye pyaar hai
  chaand aadha saada saada, koyi gham to nahi
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
  haan ye pyaar hai, ye pyaar hai
                            
                            
                        