Jangaria Main Jangaria Lyrics
jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  dil ki pyas bhuja na paungi to aag laga dungi 
  dil ki pyas bhuja na paungi to aag laga dungi 
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  dilo ki pyas bhuja na paungi to aag laga dungi 
  shishe ka sagar aaha 
  pathar ke bhut se takra dungi mai
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  
  sadiyo se mai hu bekrar sadiyo se mai hu bekrar
  jina marna marna jina jina marna hai duswar
  mera nahi hai aitbar  kar baithungi nadani ho 
  yaar kayamat aa jayegi 
  mai zulfe bikhra dungi shishe ka sagar aaha 
  pathar ke bhut se takra dungi mai
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  
  kagaj ka tu hai ek phul 
  kagaj ka tu hai ek phul 
  hasna rona rona hasna 
  hasna rona hai sab fijul
  mujhse hui ye kaisi bhul 
  dil de baithi mai na mani 
  tod ke rakh dungi dil tera 
  ya dil ko dhadka dungi shishe ka sagar aaha 
  pathar ke bhut se takra dungi mai
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  
  dilo ki pyas bhuja na paungi to aag laga dungi 
  shishe ka sagar aaha 
  pathar ke bhut se takra dungi mai
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
  jangariya mai jangariya
                            
                            
                        