Mastaan Mastaan Rabi Rabi (Modern) Lyrics
(din hai naye, par hai yaadein puraani
  yaadon mein teri bhi hai ek kahaani) - (2)
  kya kya hamaare bhi kisse huye the
  hum tum mohbbat ke hisse huye the
  jaane kahaan jaate hai din rulaake
  mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi - (2)
  
  abb bhi mere dil ke iss aayine mein
  tasveer teri saji hai tabhi se
  koyi mitaa paaya hai na use
  har pal teri yaad aati hai maasumiya
  mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi - (2)
  
  meri ummidein yeh maange duwaayein
  yaaro ke dhalane se pehale woh aaye
  ?? kabhi apani kasame nibhaaye
  manjil toh paa le jara yaadon ka kaarwa
  mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi - (2)
  
  (mastaan mastaan rabi rabi
  yaadein ajaadi rabi rabi) - (2)
                            
                            
                        