Ankho Se Khwab Rooth Kar (Remix) Lyrics
aankhon se khwab ruthkar o 
  aankhon se khwab ruthkar 
  palko se ashk tut kar 
  aankhon se khwab ruthkar 
  palko se ashk tut kar 
  jane kahan jane kahan 
  jane kahan bikhar gaye bikhar gaye 
  
  yado se unki thakke hai 
  loute to ye pata chala 
  pairo mein the chhale pade 
  mushkil tha kitana fasla 
  kuchh lamhe janbujh kar 
  khushiyan tamam lut gaye 
  kuchh lamhe janbujh kar 
  khushiyan tamam lut gaye 
  jane kahan jane kahan 
  jane kahan bikhar gaye bikhar gaye