Aankho Se Khwab Ruth Kar Lyrics
re da aa aa
  de re kanha naath rega ye ye
  
  aankho se khwab ruth kar ho o o
  aankho se khwab ruth kar, palko se ashk tut kar - (2)
  jaane kahan -3, bikhar gaye
  saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar
  jaane kahan -3, bikhar gaye, bikhar gaye
  
  raste wahi galiya wahi -2, lekin woh bat abb hai kahan
  jisame kabhi thi jindagi - (2)
  suna pada hai abhi woh makan - (2)
  kuchh lamhe jaane bujh kar, khushiya tamam lut kar - (2)
  jaane kahan -3, bikhar gaye, bikhar gaye
  
  yaado se rukhe thak ke main, lauti toh yeh pata chala
  pairo mein the chhaale pade, mushkil tha kitna faasala
  jasbaat mere ubkar, ghum ke bhanwar mein dub kar - (2)
  jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan
  bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye
  aankho se khwaab ruth kar, palko se ashk tut kar - (2)
  jaane kahan -3, bikhar gaye
  saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar
  jaane kahan -3, bikhar gaye, bikhar gaye
  ho o o ho ho jaane kahan, jaane kahan