Sun Zara Lyrics
sun zara sun zara sun zara 
  sun zara sun zara sun zara 
  sun lo dil ki jubaan khud ko na de saja
  ye to haq hai tera baat ye na bhula
  na wo din raha na wo raatein
  bhool ja bhool ja bhool ja
  
  sun zara sun zara sun zara
  sun zara sun zara sun zara
  dil hai sheesha tera toot jaaye to kya
  hosh mein aa jara dum ghutega tera
  na wo dil raha na wo yaadein
  bhool ja bhool ja bhool ja
  
  socho jara hai isime bhala samajho jara hai ye waada mera
  meri jubaan sunke jaago jara churaana tumhe ye iraada mera
  khud ke najaro se kyun girna chaahegi tu
  na wo ji raha na wo jeena
  bhool ja bhool ja bhool ja
  sun lo dil ki jubaan khud ko na de saja
  ye to haq hai tera baat ye na bhula
  na wo din raha na wo raatein
  bhool ja bhool ja bhool ja
  sun zara sun zara sun zara
                            
                            
                        