Lamha Lamha Ye Bole Main Jeevan Hu Lyrics
lamha lamha ye bole main jeevan hu o bhole khul ke jeele, jeele mujhko abhi lamha lamha ye bole main jeevan hu o bhole khul ke jeele, jeele mujhko abhi aao yu hum jhume gaaye, jeevan ko jeena sikhlaye dil se dil ke taar milaaye khushiyo ki khushbu chhalakaaye hum sabhi anjaano ko mit banaaye, ruthe hai jo unhe manaaye dil ko rishto se lehlehaaye hum abhi muskuraaye gungunaaye jagmagaaye jhilmilaaye yaaro jashn hai zindagi ha yaaro jashn hai zindagi hai yaaro jashn hai zindagi lamha lamha ye bole main jeevan hu o bhole khul ke jeele, jeele mujhko abhi aao yeh pal yu mehkaaye, do naino ko geet sunaaye dhadkan ke ghungaroo chhanakaaye palkon ki sargam doharaaye hum abhi mithi yaadein na dhundlaye chanchal baadal banke chhaye chaahat ka chandan barsaaye har ghadi muskuraaye gungunaaye jagmagaaye jhilmilaaye yaaro jashn hai zindagi hai yaaro jashn hai zindagi ha yaaro jashn hai zindagi lamha lamha ye bole main jeevan hu o bhole khul ke jeele, jeele mujhko abhi aao yeh pal yu mehakaaye bachcho mein bachche ban jaaye mann se jhut ki gard hataaye thoda paiso ko lalchaaye hum sabhi lehron ka aanchal dhalakaaye, saagar ka maatha sehlaaye sapano ka aakaash churaaye hum kabhi muskuraaye gungunaaye jagmagaaye jhilmilaaye yaaron jashn hai jindagi hai yaaro jashn hai zindagi ha yaaro jashn hai zindagi lamha lamha ye bole main jeevan hu o bhole khul ke jeele, jeele mujhko abhi