Dhanya Dhanya Naari Jeevan Lyrics

akeliyan khadiya main akeliyan ladiya main akeliyan khadiya main akeliyan ladiya main kadara na ho ya meriya dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan apne liye tu soche na dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan apne liye tu soche na maa hai kabhi tu, o maa hai kabhi, maa hai kabhi tu beti premika hai, kabhi patni, behan si premika hai, kabhi patni, behan si jaane jag tujhe kyun puje na dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan apne liye tu soche na iss jeevan ke har mausam ka hai aakarshan tu ha sang se tere rang hai sare, rup ka darpan tu chhalke toh saari duniya pe chhaye simate toh keval mann mein samaye jiveet yeh devi khoye na dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan apne liye tu soche na jab tujhpe main geet likhu lage shabd bhaut kam hai phir bhi jeevan ke udgam ki palake kyun nam hai naye ghar jaaye vansh badhaaye khushiyaan baate, pyar lutaaye khulake kabi tu roye na dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan apne liye tu soche na akeliyan khadiya main akeliyan ladiya main akeliyan khadiya main akeliyan ladiya main kadara na ho ya meriya maa hai kabhi tu, maa hai kabhi tu, maa hai kabhi tu beti premika hai, kabhi patni, behan si premika hai, kabhi patni, behan si jaane jag tujhe kyun puje na dhanya dhanya nari jeevan auro ko hi tu arpan apne liye tu soche na