Ya Hussain Kar Lyrics
?bhula hai agar jana, chahta hai ghar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  bhatke huye jaha me, bhatkna tu dar badar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  
  islaam ki baka ka wali hussain hai 
  dhakka ke bina lala aali hussain hai 
  islaam ki baka ka wali hussain hai 
  dhakka ke bina lala aali hussain hai 
  munh bolta hai 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar
  
  auro ke gulamo ki tujhe du main kya misaal 
  kya ek hi kafi nahi, hain hazrate bilal
  auro ke gulamo ki tujhe du main kya misaal 
  kya ek hi kafi nahi, hain hazrate bilal
  khulne nahi jinhone, subho wala dar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar
  
  deen e mohmmadi ki inse hi shan hai 
  haq hai hussain sara nati kuran hai 
  deen e mohmmadi ki inse hi shan hai 
  haq hai hussain sara nati kuran hai 
  haq par hussain ki tarah, kat jaye kya hai sar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar
  
  aasan zindgi ke honge ye raste 
  jivan guzaar de tu mala ke waste 
  aasan zindgi ke honge ye raste 
  jivan guzaar de tu mala ke waste 
  ho jayengi aashaniya kat jayega safar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar
  
  jeene ka is jahan me matlab tu jaan le 
  sajdo ko tul jise hai usko tu maan le 
  jeene ka is jahan me matlab tu jaan le 
  sajdo ko tul jise hai usko tu maan le 
  kahte hain auliya sab aur lal kalnder 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar
  
  makhlook ki ye akl se baahir saval hai 
  shan e hussain baat samjhna muhal hai 
  makhlook ki ye akl se baahir saval hai 
  shan e hussain baat samjhna muhal hai 
  jabej bas hai panjtan, hai ki samuqt sar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar
  bhatke huye jaha me, bhatkna tu dar badar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar 
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar
  aa ya husaain kar, aa ya hussain kar
                            
                            
                        