Saawali Shaam Mein Woh Khubsurat Saawali Ladki Lyrics
na jaane kiski raah dekhti hai khol ke khidki na jaane kiski raah dekhti hai khol ke khidki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki na jaane kiski raah dekhti hai khol ke khidki na jaane kiski raah dekhti hai khol ke khidki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki aaine ko dekhti hai, aur sharmaati hai deewaaron se baatein kar, chaahat bataati hai aaine ko dekhti hai, aur sharmaati hai deewaaron se baatein kar, chaahat bataati hai yeh kaisa paagalpan, yeh shokh chanchal man na jaane kisaki dhun mein naachati hai khol ke khidki na jaane kisaki dhun mein naachati hai khol ke khidki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki kuchh dil mein halchal hai, kuchh bekraari hai aankhon mein ulfat ki, surmayi khumaari hai kuchh dil mein halchal hai, kuchh bekraari hai aankhon mein ulfat ki, surmayi khumaari hai deewaana pyaar hai, bas intzaar hai naa jaane kya kya khwaab dekhti hai khol ke khidki naa jaane kya kya khwaab dekhti hai khol ke khidki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki