Sagar Padhariye Lyrics

?aanand ke pradata he sneh saty data avyaqt baap data sagar padhariye manjul madhur nimantran antah karan se kan kan prabhu aapko bulata sagar padhariye sagar padhariye bichhde hain kalp bharke pyase milan ke kabse bacche bula rahe hain mil jao aaj humse drashti srashti rach do murli se rang bhar do wardaano ke he data sagar padhariye sagar padhariye komal si bhavnaye nirmal hirday ka kahna sangam yug me baba sang aapke hi rahna dharti bhi nagme gaati ambar bhi gungunata sansar sara gata sagar padhariye sagar padhariye tere pyar ko sanjoye naino ko hain bhigoye yaado ke motiyo ko sanso me hai piroye wo sadguno ke sagar bharne har ek gagar har hiya tumhe bulata sagar padhariye sagar padhariye aanand ke pradata he sneh saty data avyaqt baap data sagar padhariye sagar padhariye sagar padhariye