Ye Meri Hai Kahani Ye Meri Kahani Lyrics

jhula jhulaaye yeh panghat nadiya kinaare yeh aangan nindiya too aana hawa ke sang mujhko bhi tu dikhaana apane rang suno mere diljaani yeh kahaani maani ek din mere sang yeh jaha tha mera kuchh aur tera hi armaan jaane dil mein kya kuchh yeh basa tha yeh meri hai kahaani ye meri kahaani jhula jhulaaye yeh panghat nadiya kinaare yeh aangan nindiya tu aana hawa ke sang mujhko bhi tu dikhana apane rang tera mera galiyo main yu phirna phirte phirte rat ko yu thakna thak ke naani ki godi mein sona pariyo ke desh jake nahaana yeh meri hai kahaani ye meri kahaani koyi phikar thi na koyi bahaana muththi mein tha jaise jamaana kachchi jubaan mein wo geet gaana naye khilaune sabko dikhaana maang liya jindagi se jyada chhin gaya woh jisne kiya waada kaun laaye woh pal jo suhaane bite the jo woh gujre jamaane ye meri hai kahaani ye meri hai kahaani