Khwaabon Ki Woh Raani Hai Lyrics
andekhi hai anjani hai, phir bhi wo jani pehchani hai khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba mehbooba, mehbooba andekhi hai anjani hai, phir bhi wo jani pehchani hai khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba ye kahne mai aaya hu ye kah ke mai chala jaunga ye kahne mai aaya hu ye kah ke mai chala jaunga kahegi to ji lunga, kahegi to mar jaunga kya tera bhi hai haal yahi, tu bhi meri diwani hai khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba khwabo se nikal ke aa, meri sanso pe chalke aa ke mai mehboob hu tera, tu mere pas machalke aa ke mai mehboob hu tera, tu mere pas machalke aa maine kitne rat jage kiye, ab teri nind churani hai khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba andekhi hai anjani hai phir bhi wo jani pehchani hai khwaabo ki woh rani hai ankahi hui, ansuni hui anlikhi ye prem kahani hai khwaabo ki wo rani hai, meri mehbooba mehbooba, mehbooba