Yeh Zameen Roshani Se Lyrics
ye zami ye zami roshani se nahane lagi fir meri fir meri zindgi muskuraane lagi tune mausam ke kaano me kya keh diya tune mausam ke kaano me kya keh diya ye hawa pyaar ke geet gaane lagi ye zami roshani se nahane lagi sard mausam ki is gungunaati dhoop me tere baalo ka sona chamakta rahe sard mausam ki is gungunaati dhoop me tere baalo ka sona chamakta rahe koi baadal tere sar pe saya kare tere gaalo pe bunde chhidtakta rahe tune aise mere jisam ko chhu liya ha tune aise mere jisam ko chhu liya ruh me jaise khushbu samane lagi ye zami roshani se nahane lagi teri ankho me sapne chamakte rahe saahilo par saje motiyon ki tarah teri ankho me sapne chamakte rahe saahilo par saje motiyon ki tarah mujhe chhune ki khaatir machal jaaye tu aur main udti rahun titliyon ki tarah ha tu mere sath aai to takdir bhi tu mere sath aai to takdir bhi meri raaho me resham bichhane lagi ye zami roshani se nahane lagi fir meri zindgi muskuraane lagi