Ek To Sharab Kam Lyrics
kuch bhi nahin tha lekin tera sahaara tha
  jo kuch bhi tha voh sab kuch
  voh sab kuch luta hua hai luta hua hai
  
  ek to sharab kam
  aur paimana tuta hua hai
  ek to sharab kam
  aur paimana tuta hua hai
  chehre pe zakam to dekh kitne
  us pe aina tuta hua hai tuta hua hai
  tuta hua hai tuta hua hai
  
  ek to tera ye husn uspe jamana kharab
  haye re tera ye husn uspe jamana kharab
  nasa hi nhi tera sath bhi tera sath bhi 
  chuta hua hai chuta hua hai 
  chuta hua hai chuta hua hai
  chahe lakh bana tu aashiq gairo ko magar
  chahe aakh bana tu aashiq gairo ko magar
  tera hont mere hont se mere hont se
  jhuta hua hai jhuta hua hai
  jhuta hua hai jhuta hua hai
                            
                            
                        