Milo Na Milo Main Milane Aaunga Lyrics
as you say sunshine, sunshine kaha se dhundkar laate ho, tum ye sab prachin words jaha se mai aaya hu, o toh aap yaha kya lene aaye hai pyar, just it it, hamari dunia me pyar vyar nahi hota to shayad aapko khali hath jana padega, you know milo na milo mai milne aaunga, kaho na kaho kaho na kaho o mai kehta jaunga, suno na suno suno na suno o mai to sunaunga dil kahta hai kya mera dil yeh tumse kahe, koyi duri kab tak sahe ye faasla kab tak rahe karib aao milo na milo mai milne aaunga, kaho na kaho kaho na kaho o mai kehta jaunga, suno na suno suno na suno o mai to sunaunga dil kahta hai kya mera dil yeh tumse kahe, koyi duri kab tak sahe ye faasla kab tak rahe karib aao dekho na dekho meri inn aankho me, khawabo ki sau tasvire hai jano na jano dono ke hatho me, yado ki kuch janjire hai chalo na chalo raste bulate hai chhupo na chhupo, chhupo na chhupo, tuhme dekhe jaate hai maano na maano maano na maano, tumko manate hai mai aur meri wafa mera dil ye tumse kahe, koyi duri kab tak sahe ye fasla kab tak rahe karib aao mano na mano tumko ye lagta hai, mai hu jana pehchana sa bolo na bolo najaro se banta hai, dheere dheere afsana sa koyi na koyi rasta niklana tha, kabhi na kabhi kabhi na kabhi ghum ko phighalna tha, kahin na kahi kahin na kahi jo phul khilana tha, lo woh khil hi gaya mera dil yeh tumase kahe, koyi duri kab tak sahe ye faasla kab tak rahe kareeb aao